NID KI WOS SE''
Nid ki wos se palko vigoye kaise;
jagana jiska mukdar ho wo soye kaise;
Ret daman me ho ya dast me bas ret hi hai;
ret me fasl ye tamanna koi boye kaise;
Ye to aachha hai koi puchhne wala na rahe;
kaise kuchh log mile the hame khoye kaise;
Ruha ka bojh to uthana nahi diwane se;
jism ka bojh magar dekhiye dhoye kaise;
Worana sailab baha le gaya hoga sab kuchh;
aakha ki jabta ki takid he roye kaise....
or....
Kab yad me tera sath nahi kab hath me tera hath nahi;
Sad shukra ki aapni rato me ab hijra ki koi rat nahi;
Muskil he agar halat woh dil bech aaye ja de aaye;
dilwalo kucha ye jana me kya yeise vi halat nahi;
Jis dhas se koi maktal me gaya wo shan salamat rahati hai;
ye jan to aani jani hai is jan ki to koi bat nahi;
Maidan ye wofa darbar nahi ya nam wo nashab ki puchh kaha;
aashik to kisika nam nahi kuchh isk kisi jat nahi;
GAr baji isk ki baji hai wo chaho laga do dar kaisa;
Gar jit gaye to kya kahane hare vi to baji mat nahi....
or....TERI HAR BAT MAHABAT ME...
Teri har bat mohabat me ganwara karke;
dil ke bazar me baithe hai khasara karke;
Ek chingari najar aai thi basti me use;
wo alag hat gaya aadhi ko ishara karke;
Muntajir hu ki sitaro ki jara aakh lage;
chand ko chhat pe bula lunga ishara karke;
Me wo dariya hu ki har bund bhawor he jiski;
tum ne aachha hi kiya he kinara karke....
or...DEKHA TO THA YUN HI...
Dekha to tha yun hi kisi gaflat shiaar ne;
diwana kar diya dil ye beikhtiyar ne;
Ye aarju ke dhundhale khwabo jawab do;
fir kiski yad aai thi mujhko pukarne;
Tum ko khabar nahi magar ek sadalauha ko;
barbad kardiya tere do din ke pyar ne;
Mai aur tumse tark ye mohabbat ki aarju;
diwana kar diya hai gam ye rojgar ne;
Ab ye dil ye tabah tera kya khyal hai;
ham to chale the kakul ye geti sawarne;
or...TUM NA AAYE YEK DIN...
Tum na aaye yek din ka wada kar do din talak;
ham pade tadapa kiye do-do pahar do din talak;
Dard ye dil aapna sunata hu kavi jo yek din;
rahara hai us najani ko dard ye sar do dintalak'
Dekhte hai khwab me jis din kis ki chasma ye mast;
rahate hai ham do jaha se bekhabar do din talak;
Gar yaki ho ye hame aayega tu do din ke bad;
to jiye ham aur es umid par do din talak;
Kya sabab kya basta kya kam tha batalaiye'
ghar se jo nikale na aapne tum jafar do din talak;....
or
0 Comments