Bina dekhe teri tasbir bana sakte hai'
bina mile tera hal bata sakte hai;
hamare pyar me itna dam hai ki'
tere aashu mere aakho se gira sakte hai;


Diwane he tere naam ke is baat se inkar nahi;
kaise kahe ki tumhare pyar nahi;
kuchh to kasur hai aapki aakho ka ham akele to gunehagar nahi;


aapko pyar garne se dar
lagta hai aako khane se dar
lagta hai kahi aakho se gum naho
yad ab raat me sone se dar lagta hai'


Bahut khub surut hai aakhe tumhari'
inhe banado kismat hamari;
hame nahi chahiye jamane ki khushiya;
agar miljaye mahabbot tumhari;


Aapki judhai vi hame pyar karti hai;
aapki yad bahut bekarar karti hai'
jate jate kahi mulakat ho jaye aap se;
talash aapko ye najar bar bar karti hai;


Kyu kisi se itna pyar ho jata hai;
yek palka intajar vi dudhar ho jata hai;
lagane lagta hai aapne vi paraye;
aur yek ajnabi par yetbar ho jata hai;


Tumhari jid bemani hai
dil ne har kab mani hai
kar hi lega bas me tumhe
aadat iski purani hai;;;;



Apne dilki bat unhe kaha nahi sakte;
bina kahe vi ji nahi sakte;
ye khuda yese takdir bana ki wo hamse;
aakar kahe ki haam aapke bina ji nahi sakte;


Yek aarju si dil me aksar chhupaye firta hu'
pyar karta hu tumse pr kahane sr drta hu;
naraj naho jawo kahi meri gustakhi se tum;
yesliye khamos rahakar vi teri dhadkan ko suna karta hu;




Khoya hu tumhare khayalo me jamane ka kohi hos nahi;
na samjhe mujhe tum diwana itna vi me madahos nahi;
chala tera jadu kuchh yeisa dhadkan meri khamos nahi;
najare bangai ab tri mujh me inka aadhosh nahi;;;;


Wo aapka palake jhuka ke muskurana;
wo aapke najare jhuka ke sharmana;
woise aapko patta he ya nahi hame;
patta nahi par is dilko mil gaya he uska najarana;;;


Gujre he aaj isk keus muskan se;
nafrat si hogai he mahobbat ke naam se;


Maana ke mar jane pr bhul diya;
jate he log jamane me par me;
to avi jinda hu phir kyai se
un se mujhe bhula diya;;;;


AAkho ko jab kisi ki chanat ho jati hai;
use dekh ke hi dil ka rahat ho jati hai;
kyaise bhul sakta he koi kisi ko ye
dost jab kisi ko kisi ki aadat ho jati hai'
mahobbat kuchh is kadar ho jati hai
use ke rab se pahile usiki ibaadat ho jati hai;