Aatma

Es kahani mein collage ke hostel mein rahene wala yak ladka marne ke baad bhi hostel mein aapne sahapathiyo ke sath rahene aaja raha hain jab uske sahapathiyo ko ye bat pata chalti hain toh un par kya gujari hain? Es kahani ki rahassay gatanaye aapko bahut kuch sochne par majbor kar dey degi aur sath hi aapke rongatey bhi khade huyi bina nahi rah payenge. Kahani suru karne se pahele, do batein sayad aap bhut pret mein biswas na karte ho? Yeha bhi satya hain ki aadunik baigyanik yug mein kuch chiju ka aastitto kebal esliye nahi mana jata ki bigyan usey aapni kasautiyo par ksata hain aur aapne nirnay suna deta hain. Abhi bhi bidda kuch aisi rahasey chijo, bato se pata pada hain, jaha biggyan aapne gyan ko hi bhul jata hain aur oha ush rahaseymayeta se parda nahi utha pata. Khair hum toh bas itna hi jante hain ki aagar ishowor, bhagwan ka aastitto hain toh bhut pretoh ka kya nahi? Khairaap manoranjan, rahaseymayeta, romanchak, bhut pretoh ki duniya yebom unke karnamoh ke liye padte rahe"bhut-pret ki kahaniya!!"
Kahani suru karne se pahele main bbata du ki yeha kahani koi mandhat nahi hain, kalpanik nahi hain. Yeh kahani maine kai logo se mukh se sun rakhi hain aur batane wala ka toh kahana tha ki yeh kahani puri tarah se satya hain? Haa, maine sirf itna kiya hain ki kahani ko sunkar usey sapdo mein bas piru diya hain taki aap ishka aanad utha sakein.