MERI RATOO KI RAHAT......
Meri ratoki rahat dinke itminan le jana;
tumhare kam aa jayega ye saman le jana;
Tumhare bat kya rakhna ana se wasta koi;
tum aapne sath umra varka man le jana;
Shikasta ke kuchh reje pade hai fars par chun lo;
agar tum jod sako to ye guldan le jana;
Tumhe yeise to khali hat ruksat kar nahi sakte;
purani dosti hai ki kuchh pahichan le jana;
irada karliya he tumne gar sach muchh bichhadne ka;
to phir aapne ye sare wada wo paiman le jana;
Agar thodi bahut hai shayeri se unko dilchaspi;
to unko samne mera ye diwana le jana......
or......
Bujhi najar to karisme vi rojo shab ke gaye;
ki ab talak nahi palate hai log kab ke gaye'
karega koun teri bewofaiyo ka gila;
yehi hai rasme jamana to ham vi ab k gaye;
Magar kisine hame hamsafar nahi jana'
ye aur bat ki ham sath sath sab ke gaye;
Ab aaye ho to yeha kya he dekhne k liye;
ye shahar kabse he wira wo log kab kegaye;
Girafta dil he magar hausala nahi hara;
girafta dil he magar hausala vi ab ke gaye;
Tum aapni shamye tamanna ko ro rahe ho faraj;
in aadhiyo me to pyare bichara sab ke gaye;.....
or..............
BHADKA RAHE HE AAG..
Bhadka rahe he aag lab ye nagmagar se ham;
khamos kya rahinge jamane ke dar se ham'
Kuchh aur badh gaye adhere to kya huwa;
mayus to nahi hai tu ye shahar se ham;
Le de ke aapne pas fakat yek najar to he;
kyu dekhe jindagiko kisiko najar se ham;
Mana ki yes jarmi ko na gulajar karsake;
kuchh khar kam kar gaye gujre jidhar se ham......
or....
Fir uske jate he dil sunsan ho kar raha gaya;
aachha vala ik shahar birana ho kar raha gaya.
Har naksa batal ho gaya ab ke dayar ye hijra me;
ek jakhma gujre wokt ki pahichan ho kar raha gaya;
Rutne mere charo khiche hisar ye bam wo dar;
ye shahar fir mere liye jandan ho kar raha gaya.
kuchh din mujhe aawaj di logo ne uske nam se;
fir shahar var me wo meri pahichan ho kar raha gaya..
ek khwab ho kar raha gai gulsan se aapni nisbate;
dil reja reja kanch ka guldan ho kar ra gaya.
Khywais to thi SHAJID mujhe tasir ye mehar wo maha ki;
lekin fakat me shahib ye diwan ho kar raha gaya..
or...
0 Comments